gazal (urdu shayari)
dard bahta gaya jitne darmaN kiye pyas badhti gai jitne aansi piye
aur jab daman e zabt chutne lagar ham ne khaboN ke jhute sahare leye
ishq badhta raha sue dar o rasan zakhm khata hua muskurata hua
rasta rokte rokte thak gaye zindagi ke badalte...
ham khulus wale hain yeh bhi kar dikhayenge
tohmateN khareedenge khidmateN lutaenge
ya to honge zandaN me ya milenge maqtal me
buzdilon ki mehfil me ham nazar na aayenge
...
rudade gham e dauran karta huN raqam tanha
maqtal se guzarta hai mera hi qalam tanh
saqi hai na sahba hai kya daur shameem aya
maikhane me baithe hain badida e nam tanh...
raat ko raat kehdiya maine
sunte hi bokhla gai dunya
saath chalna to khair mushkil tha
rokne se bhi kya gai dunya
kisne samjha hai mere gham ko hafeez
gud guda kar rula gai duny...
teri wafa ka maa'l kya ho ye sochna bhi rawa nahi hai
wafa ke bande wafa kiye ja wafa ka koi sila nahi hai
maa'l se meniyaz hokar kuch is tarah mahv e bandagi huN
ke rahatoN ki khushi hai lekin musibatoN ka gila nahi ha...
koi ho samajhne wala to bohot nahee fasana
kabhi muskura ke rona kabhi ro ke muskurana
ye samajh ke usne bakhsi kabhi dawlat e sukuN bhi
kaheeN rass aana jaye mujhe gardish e zaman...
sirf shehre siyasat ka maatam nahi har nagar har dagar ek sa haal hai
kitni qabroN pe chadti raheeN chadareN kitne lashe pade rehgaye be kafan
kitne shaheeN basere ko tarsa kiye bagh par chagaye kitne zagh o zhagan
kitne ahle wafa dar par chad gaye kitne ahle hawas...
jo rab ki hamd o sana subh o shaam karte haiN
unheeN pe apni wo rahmat tamam karte haiN
sulag rahi hai jo seenoN me aatish e nafrat
ham is bina par mohabbat ko aam karte ha...
ye kaisi nafrateN haiN jo hameeN abtak sata ti haiN
mohabbat ham tujhe shayad adura chod aye haiN
khuda jane ye hijrat thi ke hijrat ka tamasha tha
ujale ki tamanna me ujala chod aaye haiN
badi ammi nahi kehti thi dawran e safar kehte
parathoN ke leye...
jab chahne wale lakhoN the ab puchne wala koi nahe
sab dost haiN apne matlab ke dunya me kisi ka koi nahe
must read:
yaar kuch intezar karte
irada to nazdeek ka tha magar
dil sa sawda adam mazaq nahee
nasha pila ke girana to sab ko ata hai
ghazal...