magar jab roye to ghar bhar ku rota chod aaye haiN Posted By: danish 10:12:00 AM Leave a Reply muhajir na ke chand sher pade the zabt ke chehre pe kafi khusnuma parde magar jab roye to ghar bhar ku rota chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
hamara paltu kutta hameeN pohonchane aaya tha Posted By: danish 9:59:00 PM Leave a Reply hamara paltu kutta hameeN pohonchane aaya tha wo baitha ro rahatha us ko rota chod aaye haiN tu itni be rukhi se chand ham se baat karta hai ham apni jheel me ek chand utra chod aaye heiN hameN khud bhi nahee maloom aisa kyuN kiya ham ne gazal ki sinf le aye nawha chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
agar ham dhyan se sunte to mimkin hai palat jate Posted By: danish 9:51:00 PM Leave a Reply agar ham dhyan se sunte to mimkin hai palat jate magar aazad ka khutba adhura chod aaye haiN nadi ke mod par ab tak hamari muntazir hogi wo ek kashti jise ham aur abba chod aaye haiN behtareen sher Categories: dard bhari shayari m muhajir nama munawwar rana Continue reading
janab e daag ke lehje ki turshi hai na sheereni Posted By: danish 6:07:00 PM Leave a Reply janab e daag ke lehje ki turshi hai na sheereni zaban e dehlavi ka husn sara chod aaye haiN hamare waste dushwar hai ye faisla karna dabistan e awadh choota ke mitha chod aaye haiN wo engine ke dhueN se peed ka utra hua chehra wo dabbe se lipat kar sab ku roota chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
bahagat sing ko bhi dad e shuja'at de nahi paye Posted By: danish 6:02:00 PM Leave a Reply bahagat sing ko bhi dad e shuja'at de nahi paye ye moqa mil gaya tha ye moqa chod aaye haiN abhi tak ham ko majnuN keh ke kuch sathi bulate haiN abhi tak yaad hai ham ko ke laila chod aaye haiN miyaN keh kar hamara gauN ham ko bulata tha zara socho to ham bhi kaisa ohda chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
hamara khon bhi shamil tha azadi ki jangoN me Posted By: danish 12:05:00 PM Leave a Reply hamara khon bhi shamil tha azadi ki jangoN me ham apne khoon se likha nawishta chod aaye haiN alag mazhad yaqeenan the mohabbat ek jaisi thi gale milne ke din aaye to qasba chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
ham apni maaN ke hathoN me niwala chod aaye haiN Posted By: danish 10:18:00 AM Leave a Reply ghiza kitni hi achi ho hameeN achi nahe lagti ham apni maaN ke hathoN me niwala chod aaye haiN najane kyuN hameeN reh reh ke ye mehsoos hota hai kafan le ke aaye haiN janaza chod aaye haiN hameeN reh reh ke dada ka ya jumla yaad aata hai vaheeN lagta hai shayad ham shalooka chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
bohot roi thi ham ko yaad kar ke babri masjid Posted By: danish 9:44:00 AM Leave a Reply hameeN jo bhi saza deejayegi kam se kam hogi kuti chandi me lipta khat kisi ka chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading
maheenoN tak ammi neend me bhi bad badati theeN Posted By: danish 9:41:00 AM Leave a Reply maheenoN tak ammi neend me bhi bad badati theeN sukhane ke leye chat par podeena chod aaye haiN Categories: dard bhari shayari muhajir nama munawwar rana Continue reading