Monday, April 1, 2013
ishq insaan ki zaroorat hai
Tuesday, March 26, 2013
haN meri mohabbat ka jawab aur ziyada

barbad e tamanna pe etab aur ziyada
haN meri mohabbat ka jawab aur ziyada
must read:
mujh ko kya hosaka wafa ke siwa

mujh ko kya hosaka wafa ke siwa
mujh ko milta bhi kya saza ke siwa
must read:
Categories:
bewafa shayari
mohabbat poetry
two lines poetry
jis ko har cheez mili mohabbat na mili

mujh ko us shaks ke iflas pe raham aata hai
jis ko har cheez mili mohabbat na mili
Categories:
love poetry
mohabbat poetry
two lines poetry