Wednesday, March 16, 2016

Tarannum kanpuri ghazal bahar surat yahan jashne baharan ho ho jata hai

Ghazal by Tarannum kanpuri

bahar surat yahan jashne baharan ho ho jata hai
chamak jati hai jab bijli charagan ho hi jata hai 

tera faiz e massehai nahee mera sukoon e dil
ke had se badh ke aakhir dard darman ho hi jata hai

agar himmat shikista ho agar ho azm na mohkam
to paida daman e sahil se toofan ho hi jata hai

teri talqeen zate gham ka ham ko pass karte hain
magar chehre se dil ka gham numayan ho hi jata hai 

tarannum un ko kyun apni pareshnai pe hairat hai 
pareshan karne wala khud pareshan ho hijata hai 





Must Read:












Monday, April 15, 2013

Tuesday, April 2, 2013

zindagi ki haqeqat bhi kya cheez hai har nazar ka alag hai bayaN dosto

urdu romantic poetry zindagi ki haqeeaqt bhi kya cheez hai
urdu shayari

four lines poetry

zindagi ki haqeqat bhi kya cheez hai har nazar ka alag hai bayaN dosto
hai kisi ke leye ye faqat rang o bo aur kisi ke leye imtehan dosto
char sazi ko meri na aana kabhi aur badhne do zakhme nihan dosto
ham ne khenca hai zakhmoN se gulzar e dil ab mitao na ye gulsitan dosto

Monday, April 1, 2013

sitaroN se aage jahaN aur bhi haiN

ishq insaan ki zaroorat hai

aaj tak nazroN me hai wo sohbat e raaz o niyaz

dopeher ki dhoop me mere bulane ke leye

chupke chupke raat din ansu bahana yaad hai

hasrat mohani ka ek sher best urdu poetry 

urdu poetry
chupke chupke raat din ansu bahana yaad hai 
ham ko abtak ashiqi ka wo zamana yaad hai

Friday, March 29, 2013