Agar kabhi ap bhool kar bhi khyal-e tark-e jafa kren ge gazal by janab qabil ajmeri sahab Posted By: danish 6:51:00 PM Leave a Reply urdu gazal Agar kabhi ap bhool kar bhi khyal-e tark-e jafa kren ge, Wo lamhey aa aa k yad mujh ko wafa k ta'ny diya karen ge, Categories: dard bhari shayari gazal qabil ajmeri romantic ghazal romantic shayari Continue reading
romantic shayari by meer taqi meer Posted By: danish 7:59:00 PM Leave a Reply urdu shayari tum mere pas hote ho goya jab koi dusra nahee hota must read: yaar kuch intezar karte irada to nazdeek ka tha magar dil sa sawda adam mazaq nahee nasha pila ke girana to sab ko ata hai ghazal by naresh kumar shad another ghazal by naresh kumar shad ranj o alam ki koshish ek takhayyul hai jo mohtaj e bayan rehta hai ishq ke deewane Categories: meer taqi meer romantic shayari two lines poetry Continue reading
dosto apni samt e safar tay karo romantic urdu poetry by masuda hayat Posted By: danish 3:49:00 PM Leave a Reply urdu romantic shayari dosto apni samt e safar tay karo warna chalene pe ilzam aajayega Categories: dard bhari shayari masuda hayat romantic shayari Continue reading
jo paikar e wafa the sarapa khulus the Posted By: danish 11:45:00 PM Leave a Reply urdu romantic shayari urdu romantic poetry jo paikar e wafa the sarapa khulus the wo log kya hue wo zamana kidhar gaya must read: yaar kuch intezar karte irada to nazdeek ka tha magar dil sa sawda adam mazaq nahee nasha pila ke girana to sab ko ata hai ghazal by naresh kumar shad another ghazal by naresh kumar shad ranj o alam ki koshish ek takhayyul hai jo mohtaj e bayan rehta hai ishq ke deewane Categories: allama shauq dehlavi designed poetry romantic shayari two lines poetry Continue reading
ranj o alam ki hosh o khirad ki jazb o asar ki bateN haiN best gazal Posted By: danish 5:17:00 PM Leave a Reply urdu romantic gazal ranj o alam ki hosh o khirad ki jazb o asar ki bateN haiN ek zara sa dil hai jisme dnya bhar ki bateN haiN Categories: dard bhari shayari gazal romantic ghazal romantic poetry romantic shayari Continue reading
mohabbat ko rasta dikhan pada Posted By: danish 9:43:00 AM Leave a Reply romantic sher urdu shayari romantic kiya jab jawani ne azme safar mohabbat ko rasta dikhan pada must read: yaar kuch intezar karte irada to nazdeek ka tha magar dil sa sawda adam mazaq nahee nasha pila ke girana to sab ko ata hai ghazal by naresh kumar shad another ghazal by naresh kumar shad ranj o alam ki koshish ek takhayyul hai jo mohtaj e bayan rehta hai ishq ke deewane Categories: designed poetry romantic poetry romantic shayari two lines poetry Continue reading
chupke chupke raat din ansu bahana yaad hai Posted By: danish 1:07:00 AM Leave a Reply hasrat mohani ka ek sher best urdu poetry urdu poetry chupke chupke raat din ansu bahana yaad hai ham ko abtak ashiqi ka wo zamana yaad hai Categories: dard bhari shayari hasrat mohani love poetry love sms romantic shayari Continue reading
dekhe haiN bohot ham ne afsane mohobbat ke Posted By: danish 5:49:00 PM Leave a Reply gazal by soofi gullam mustafa tabassum sau bar chaman mehka sau bar bahar aai dunya ki wahi ronaq dil ki wahi tanhai Categories: famous gazal gazal romantic ghazal romantic shayari soofi qulam mustafa tabssum Continue reading
is daur ke insaan wafa bhool gaye haiN Posted By: danish 2:45:00 AM Leave a Reply bewafa shayari bewafai gazal is daur ke insaan wafa bhool gaye haiN bechare farishte haiN khata bhool gaye haiN Categories: dard bhari shayari gazal khumar barabankavi romantic ghazal romantic poetry romantic shayari Continue reading
khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja Posted By: danish 9:56:00 PM Leave a Reply khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja ye ada teri to hai maqbool ja ab bhool ja hogai aisi bhala wo khata kuch to bata kheench dala berukhi ne tool ja ab bhool ja band mat karna yeh dil ka raasta,hai wasta maang me meri na bharna dhool ja ab bhool ja tarannum riyaz ki behtareen gazal Categories: romantic ghazal romantic shayari tarannum riyaz Continue reading
mohabbat ka haq to ada kardiya Posted By: danish 9:19:00 PM Leave a Reply bala se meri jaan jati rahe mohabbat ka haq to ada kardiya Categories: love poetry romantic shayari two lines poetry Continue reading
yas yagana changezi ki gazal Posted By: danish 9:10:00 AM Leave a Reply GAZAL YAS YAGANA CHANGEZI NAME:WAJED HUSAIN Takhallus:YAS WEGANAH (1956-1884) Mujhe dil ki khata par YAS sharmana nahiN aata Paraya jurm apne nam likhwana nahiN aata Mujhe aye nakhuda aakhir kisi ko munh dekhana he Bahana kar ke tanha par otr jana nahiN aata Categories: romantic poetry romantic shayari yas yagana changezi Continue reading
wali dakkani ki gazal Posted By: danish 9:09:00 AM Leave a Reply GAZAL WALI DAKKANI NAME:SHAMSUDDIN Takhallus:WALI (1742-1644) Jise ishq ka ter kari lage Use zindagi kyoN na bhari lage Na chode muhabbat dam morg tak Jise yar jani soN yari lage Categories: romantic poetry romantic shayari wali dakkani Continue reading
noshi gilani ki gazal Posted By: danish 9:07:00 AM Leave a Reply GAZAL NOSHI GELANI Gureze shab se sahar se kalam rakhte the Kabhi wo din the ke zulfoN main sham rakhte the Tumhare hath lage haiN to jo karo so karo Wagar na tum se to ham so gulam rakhte the Categories: noshi gilani romantic poetry romantic shayari Continue reading
gazal nizam rampuri sahab Posted By: danish 9:04:00 AM Leave a Reply GAZAL NIZAM RAMPORI NAME:SAYED NIZAM ALI SHAH Takhallus:NIZAM (1872-1822) Angdai bhi wo lene nap aye otha ke hath Dekha jo mujh ko chod diye muskora ke hath Ye bhi naya sitam he hena to lagaeN gayer Aur is ki dad chaheN wo mujh ko dekha ke hath Categories: nizam rampuri romantic poetry romantic shayari Continue reading
gazal of nazeer akbarabadi Posted By: danish 1:47:00 PM Leave a Reply GAZAL NAZEER AKBAR ABADI NAME:SAYED WALI MUHAMMAD Takhallus: NAZER (1830-1735) Door se aye the saqi sun ke mekhane ko ham Bas taraste hi chale afsos! Paimane ko ham Me bhi mena bhi he sager bhi he saqi nahiN Dil main aata he lagaadeN aag mekhane ko ham kyoN nahiN leta hamari to khaabar aye be khabar kyat ere aashiq hoe the dard o gam khane ko ham Categories: nazeer akbarabadi romantic poetry romantic shayari Continue reading
nasir kazmi ki gazal Posted By: danish 1:44:00 PM Leave a Reply GAZAL NASER KAZIMI NAME:NASER RAZA Takhallus: NASER (1972-1925) Dil me ek laher se othi he abhi Koi taza hawa chali he abhi Shor barpa he khanaye dil main Koi dewar si giri he abhi Kuch to nazuk mizaj haiN ham bhi Categories: nasir kazmi romantic poetry romantic shayari Continue reading
nasikh ki gazal Posted By: danish 1:43:00 PM Leave a Reply GAZAL NASIKH NAME:SHEK IMAM BAKHS Takhallus:NASIKH (1838-1771) Dil me poshida tape ishq botaN rakhte haiN Aag ham sang ki manind nihaN rakhte haiN Misle parwana nahiN kuch zar o mal apne pas Ham faqat tum pe fida karne ko jaN rakhte haiN Categories: nasikh romantic poetry romantic shayari Continue reading
Ashk rawaN ki nahar he aur ham haiN dosto Posted By: danish 11:55:00 AM Leave a Reply GAZAL MUNEER NIYZI NAME:MHAMMAD MUNER KHAN Takhallus:MUNER (……1928) Ashk rawaN ki nahar he aur ham haiN dosto Is be wafa ka shaher aur ham haiN dosto Ye ajnabi si manzileN aur raftagaN ki yad tanhaeiyoN ka zahar he aur ham haiN dosto Categories: muneer niyazi romantic poetry romantic shayari Continue reading
Marne ki dua kyoN mangoN jine ki taamannat kon kare Posted By: danish 11:53:00 AM Leave a Reply GAZAL MOEN AHSAN JAZBI NAME:MOEN AHSAN Takhallus: JAZBI (………..1912) Marne ki dua kyoN mangoN jine ki taamannat kon kare Ye dunya ho wo dunya ab khahish dunya kon kare Jab kashti sabit o salem thi sahil ki tamanna kisi ko thi Ab aisi shikista kashti par sahel ki tamanna kon kare Categories: moin ahsan jazbi romantic poetry romantic shayari Continue reading