Wednesday, April 10, 2013

Dil jal raha ha chhaon main diwar-e yar ki, hazrat qabil ajmeri ki romantic gazal aur urdu shayari poetry

Dil jal raha ha chhaon main diwar-e yar ki, hazrat qabil ajmeri ki romantic gazal aur urdu shayari poetry
urdu gazal
urdu shayari


Dil jal raha ha chhaon main diwar-e yar ki,
Taswir khainch lo sitam-e rozgaar ki,

Yaro umeed o saghar o toba ka zikar kaya,
Ab k to dil bhi torr gai rut bahaar ki,

Q bujh gae chraagh sitaron ko kaya hua,
Raat itni mukhtsir to na thi intzar ki,

Hum bhi dil-e khana khraab se bezaar hen magr,
Kaya kijiye k bat nhin ikhtiyar ki,

Dil bhi he chaak chaak jigr bhi ha dagh dagh,
Lai thi shehr-e gul main tamna bahar ki,

Mur mur k dekhty hain shab-e gham k rahro,
Ankhon men roshni ha abhi intzar ki,

Dil intiha pansd khird hosla shikan,
Diwanay kis se bat kren bazm-e yar ki,

QABIL lutta k khon-e tamna ki surkhiyan,
Hum ne chaman se qaid utha di bahar ki.

QABIL AJMERI

Monday, April 1, 2013

mere dil ko dard ashna kar diya

dard bhari shayari

urdu romantic poetry

ye un ki nigahoN ka ehsaan hai 
mere dil ko dard ashna kar diya

badmast bar g baar ne jina sikha diya

urdu romantic gazal 

gazal

behki hue bahar ne jeena sikha diya
badmast bar g baar ne jina sikha diya

kiya jab jawani ne azme safar

mohabbat ko rasta dikhan pada

tum hameN kya pasand aaoge romantic gazal by narsh kumar shad

urdu gazal ,urdu romantic gazal
gazal

tum nazar me agar smaoge
phir bhi hameN nazar na aaoge