Thursday, March 7, 2013

ayub khawar ki gazal

ayub khawar ki gazal

Gazal:
AYUOB KHAWAR 
name:   Muhammad ayub khan
Takhallus:     khawar  (……1948)
Zabt karna na kabhi zabt main wahshat karna
Itna aasaN bhi nahiN tujh se muhabbat karna
Tujh se kehne ki koi bat na karna tujh se
Kanj tanhai me bas khud ko malamat karna
Ek bagole ki tarah dhondte phirna tujh ko
Ro baro ho to na shikwa na shikayat karna
Ham gudyan e wafa jante haiN aye dar hasan
Umar bhar kare nadamat par nadamat karna
Aye aser qafas sahar ana dekh aakar
Kitna mushkil he tere shaher se hijrat karna
Phir wahi khar mogliyaN wahi werana he
Aye kaf e jonu phir wahi zahmat karna
Jama karna the e muzgaN tujhe qatrah qatrah
Rat bhar phir tujhe tokdoN main riwayat karna
Kam aisa koi mushkil to nahiN he khawar
Magar ek dast hina rang pe beat karna