Thursday, March 7, 2013

ada jafri ki gazal

ada jafri ki gazal

Gazal:
ADA JAFARI
name:  AZEZ JAHAN
Takhllos:ADA    (………1924)
hontoN pe kabhi un kea mera nam hi aaye
aaye to sahi bar sare ilzam hi aaye
hairan haiN lab bastah haiN dilger haiN gunche
khushbo ki zubani tera pegam hi aaye
lamhat e massarat haiN tasawor se gurezaN
yad aaye haiN jab bhi gam o aalam hi aaye
taroN se saja leN ge rah e shaher e tamanna
maqdor nahiN subah chalo sham hi aaye
kya rah badalne ka gilah ham safaroN se
jis rah se chalet ere dard baham hi aaye
thak har bête haiN sar e koye tmanna
kam aaye to phir jazba e nakam hi aaye
baqi na rahe sakh ada dasht jonoN ki
dil main rahe agar andesh e anjam hi aaye