Tuesday, March 26, 2013

khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja

khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja
khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja
ye ada teri to hai maqbool ja ab bhool ja

hogai aisi bhala wo khata kuch to bata
kheench dala berukhi ne tool ja ab bhool ja

band mat karna yeh dil ka raasta,hai wasta
maang me meri na bharna dhool ja ab bhool ja

tarannum riyaz ki behtareen gazal