Gazal:
AYUOB KHAWAR
name: Muhammad ayub khan
Takhallus: khawar
(……1948)
Zabt karna na kabhi
zabt main wahshat karna
Itna aasaN bhi
nahiN tujh se muhabbat karna
Tujh se kehne ki
koi bat na karna tujh se
Kanj tanhai me bas
khud ko malamat karna
Ek bagole ki tarah
dhondte phirna tujh ko
Ro baro ho to na
shikwa na shikayat karna
Ham gudyan e wafa
jante haiN aye dar hasan
Umar bhar kare
nadamat par nadamat karna
Aye aser qafas
sahar ana dekh aakar
Kitna mushkil he
tere shaher se hijrat karna
Phir wahi khar
mogliyaN wahi werana he
Aye kaf e jonu phir
wahi zahmat karna
Jama karna the e
muzgaN tujhe qatrah qatrah
Rat bhar phir tujhe
tokdoN main riwayat karna
Kam aisa koi
mushkil to nahiN he khawar
Magar ek dast hina
rang pe beat karna
0 comments: