Thursday, March 28, 2013

agar ham dhyan se sunte to mimkin hai palat jate

agar ham dhyan se sunte to mimkin hai palat jate
magar aazad ka khutba adhura chod aaye haiN

nadi ke mod par ab tak hamari muntazir hogi
wo ek kashti jise ham aur abba chod aaye haiN
behtareen sher

0 comments: