Thursday, March 28, 2013

koi ho samajhne wala to bohot nahee fasana

koi ho samajhne wala to bohot nahee fasana 
kabhi muskura ke rona kabhi ro ke muskurana

ye samajh ke usne bakhsi kabhi dawlat e sukuN bhi
kaheeN rass aana jaye mujhe gardish e zamana

0 comments: