bare dunya me raho gamazad ya shad raho Posted By: danish 10:56:00 PM Leave a Reply meer taqi meer ka sher bare dunya me raho gamazad ya shad raho aisa kuch kar kr chalo yaN ke bohot yaad raho Categories: ebratnak shayari meer taqi meer Continue reading
ek jhonke me bas idhar se udhar Posted By: danish 11:37:00 AM Leave a Reply ek jhonke me bas idhar se udhar char din ki bahar hai dunya Categories: ebratnak shayari islamic poetry two lines poetry Continue reading
husn ki bargaheN gali dar gali Posted By: danish 9:26:00 PM Leave a Reply husn ki bargaheN gali dar gali lalao gul ke jalwe chaman chaman dar chaman jannateN is jahaN me bohot haiN magar aap ki anjuman aap ki anjuman Categories: aamir usmani ebratnak shayari four lines poetry Continue reading
jab chahne wale lakhoN the ab puchne wala koi nahe Posted By: danish 12:07:00 AM Leave a Reply jab chahne wale lakhoN the ab puchne wala koi nahe sab dost haiN apne matlab ke dunya me kisi ka koi nahe must read: yaar kuch intezar karte irada to nazdeek ka tha magar dil sa sawda adam mazaq nahee nasha pila ke girana to sab ko ata hai ghazal by naresh kumar shad another ghazal by naresh kumar shad ranj o alam ki koshish ek takhayyul hai jo mohtaj e bayan rehta hai ishq ke deewane Categories: ebratnak shayari falsafiyana shayari two lines poetry Continue reading
Ulti hogayeN sab tadbeereN kuch na dawa ne kaam kiya Posted By: danish 8:06:00 AM Leave a Reply Ulti hogayeN sab tadbeereN kuch na dawa ne kaam kiya dekha is bemari e dil ne aakhir kaam tamam kiya ehd e jawani ro ro kata peri me leN aankheN mond yani raat bohot jage the subah hui aaram kiya Categories: ebratnak shayari four lines poetry Continue reading
Na kisi ki aankh ka noor hun na kisi ke dil ka qarar huN Posted By: danish 10:07:00 PM Leave a Reply Na kisi ki aankh ka noor hun na kisi ke dil ka qarar huN jo kisi ke kaam na asake mai wo ek musht e gubar hun Categories: bahadur shah zafar dard bhari shayari ebratnak shayari two lines poetry Continue reading
le le ke khuda ka naam chillate haiN Posted By: danish 11:32:00 AM Leave a Reply le le ke khuda ka naam chillate haiN phir bhi asar e dua nahee pate haiN khate haiN haram luqma padhte haiN namaz karte nahee parheez dawa khate haiN Categories: amjad hyderabadi ebratnak shayari four lines poetry Continue reading
teri mehfil bhi gai chahne wale bhi gaye Posted By: danish 11:29:00 AM Leave a Reply teri mehfil bhi gai chahne wale bhi gaye shab ki aaheN bhi gayen subh ke nale bhi gaye dil tujhe de bhi gaye apna sila le bhi gaye aake baithe bhi na the aur nikale bhi gaye Categories: ebratnak shayari eshqiya shayari four lines poetry Continue reading
girne walon ko uthata nehe koi zahid Posted By: danish 9:45:00 AM Leave a Reply girne walon ko uthata nehe koi zahid marne waloN ka janaza to utha dete haiN Categories: ebratnak shayari two lines poetry zahid azmi Continue reading