gazal (urdu shayari)
dard bahta gaya jitne darmaN kiye pyas badhti gai jitne aansi piye
aur jab daman e zabt chutne lagar ham ne khaboN ke jhute sahare leye
ishq badhta raha sue dar o rasan zakhm khata hua muskurata hua
rasta rokte rokte thak gaye zindagi ke badalte...
raat ko raat kehdiya maine
sunte hi bokhla gai dunya
saath chalna to khair mushkil tha
rokne se bhi kya gai dunya
kisne samjha hai mere gham ko hafeez
gud guda kar rula gai duny...
teri wafa ka maa'l kya ho ye sochna bhi rawa nahi hai
wafa ke bande wafa kiye ja wafa ka koi sila nahi hai
maa'l se meniyaz hokar kuch is tarah mahv e bandagi huN
ke rahatoN ki khushi hai lekin musibatoN ka gila nahi ha...
koi ho samajhne wala to bohot nahee fasana
kabhi muskura ke rona kabhi ro ke muskurana
ye samajh ke usne bakhsi kabhi dawlat e sukuN bhi
kaheeN rass aana jaye mujhe gardish e zaman...