Sunday, March 31, 2013

Mohabbat karne wala zindagi bhar kuch nahi kehta

urdu gazal


Mohabbat karne wala zindagi bhar kuch nahi kehta 

ke dariya shor karta hai samandar kuch nahi kehta
to kya majburiyan bejaan cheezen bhi samajhti hain
gale se jab utarta hai to zevar kuch nahi kehta

mere dil se mere chehre ka samjhauta maze ka hai 
ye andar kuch nahi kehta wo bahar kuch nahi kehta


0 comments: