Saturday, March 30, 2013

Thursday, March 7, 2013

bahaddur shah zafar ki nihayat mashoor gazal Na kisi ki aankh ka nor hoN na kisi ke dil ka qarar hoN

bahaddur shah zafar ki nihayat mashoor gazal Na kisi ki aankh ka nor hoN na kisi ke dil ka qarar hoN

GAZAL
BAHADUR SHAH ZAFAR
name:Muhammad sirajuddin-bahadur shah
Takhallus: ZAFAR (1862-1775)
Na kisi ki aankh ka nor hoN na kisi ke dil ka qarar hoN
Jo kisi ke kam na aasake main woe k mushte gubar hoN
Mera rang roop bigadgaya mera yar mujh se bichad gaya
Jo chaman khizaN se ojad gaya main isi ki fasle bahar hoN
Na to main kisi ka habeb hoN na to me kisi ka raqeb hoN
Jo bigad gaya wo naseb hoN jo ojad gaya wo diyar hoN
Paye fatiha koi aye kyoN? Koi chad phol chadhaye kyoN
Koi aa ke shama jalaye kyoN? main wo bekasi ka mazar hoN
Me nahiN hoN nagma e janfira mujhe sun ke koi kare ga kya
Me bade brog ki hoN sada me bade dokhi ki pokar hoN