bas ek nigah me lutha hai qafila dil ka Posted By: danish 9:44:00 PM Leave a Reply bas ek nigah me lutha hai qafila dil ka jo rehrawan e tamanna haiN dar ke dekhte haiN suna hai log use aankh bhar ke dekhte haiN ham us ke sheher me kuch din theher ke dekhte haiN Categories: ahmad faraz shayari dard bhari shayari eshqiya shayari Continue reading
wo zindagi ko ke dunya faraz kya kejeye Posted By: danish 10:20:00 PM Leave a Reply wo zindagi ko ke dunya faraz kya kejeye ke jis se eshq karo bewafa nikalta hai yahi dil tha tarasta tha Categories: ahmad faraz shayari eshqiya shayari sad poetry two lines poetry Continue reading
ahmad faraz ki gazal Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa Posted By: danish 10:42:00 AM Leave a Reply Gazal Ahmad faraz name: Ahmad shah Takhallos : Faraz (…….1930) Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa Aa phir se mujhe chod ke jane ke liye aa Kuch to mere pendar e muhabbat ka bharm rakh To bhi to kabhi mujh ko mana ke liye aa Pehle se marasim na sahi phir bhi kabhi to Rasm o rah e dunya hi nibhane mana ke liye aa Kis kis ko batyeN ge judae e ka sabab ham To mujh se khafa he to zamane mana ke liye aa Ek umar se hoN lazzat e giryah se mahrom Aye rahat e jaN mujh ko rolane mana ke liye aa Ab tk dil e khush faham ko ujh se haiN ummideN Ye aakhir shameN bhi bhujane mana ke liye aa Categories: ahmad faraz shayari romantic poetry Continue reading
ahmad faraz ke chand sher Posted By: danish 5:36:00 PM Leave a Reply ab ke ham bichdeN to shayad kabhi khaboN mai mileN jit tarah sukhe hue phool kitaboN me mileN ey yar e khush dayar tujhe kya khabar ke mai kab se udasiyoN ke ghane jangal me huN us ki mehfil na sahi hijr ka sehra hi sahi khab o khushbo ki tarah aao bhichad jayeN kaheeN must read ahmad faraz ke chand sher Mohabbat bhari shayari naresh kumar shad ki ghazal adam ki ghazal dil ki dinya aap jane ki baat karte hain Mirza ghalib ki ghazal faiz ki ghazal bahadur shah zafar ki ghazal Categories: ahmad faraz shayari Continue reading