Friday, March 1, 2013

ahmad faraz ki gazal Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa


Gazal
Ahmad faraz  
name:  Ahmad shah
Takhallos : Faraz 
(…….1930)
Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa
Aa phir se mujhe chod ke jane ke liye aa
Kuch to mere pendar e muhabbat ka bharm rakh
To bhi to kabhi mujh ko mana ke liye aa
Pehle se marasim na sahi phir bhi kabhi to
Rasm o rah e dunya hi nibhane mana ke liye aa
Kis kis ko batyeN ge judae e ka sabab ham
To mujh se khafa he to zamane mana ke liye aa
Ek umar  se hoN lazzat e giryah se mahrom
Aye rahat e jaN mujh ko rolane mana ke liye aa
Ab tk dil e khush faham ko ujh se haiN ummideN
Ye aakhir shameN bhi bhujane mana ke liye aa

0 comments: