Tuesday, March 26, 2013

Sunday, March 24, 2013

Friday, March 1, 2013

ahmad faraz ki gazal Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa

ahmad faraz ki gazal Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa

Gazal
Ahmad faraz  
name:  Ahmad shah
Takhallos : Faraz 
(…….1930)
Rangish hi sahi dil dekhane ke liye aa
Aa phir se mujhe chod ke jane ke liye aa
Kuch to mere pendar e muhabbat ka bharm rakh
To bhi to kabhi mujh ko mana ke liye aa
Pehle se marasim na sahi phir bhi kabhi to
Rasm o rah e dunya hi nibhane mana ke liye aa
Kis kis ko batyeN ge judae e ka sabab ham
To mujh se khafa he to zamane mana ke liye aa
Ek umar  se hoN lazzat e giryah se mahrom
Aye rahat e jaN mujh ko rolane mana ke liye aa
Ab tk dil e khush faham ko ujh se haiN ummideN
Ye aakhir shameN bhi bhujane mana ke liye aa

Sunday, February 10, 2013

ahmad faraz ke chand sher

ahmad faraz ke chand sher
ab ke ham bichdeN to shayad kabhi khaboN mai mileN
jit tarah sukhe hue phool kitaboN me mileN

ey yar e khush dayar tujhe kya khabar ke mai
kab se udasiyoN ke ghane jangal me huN

us ki mehfil na sahi hijr ka sehra hi sahi