ek safeena hai teri yaad agar Posted By: danish 8:42:00 AM Leave a Reply ek safeena hai teri yaad agar ek samandar hai meri tanhai Categories: dard bhari shayari sad poetry sad shayri two lines poetry Continue reading
wo zindagi ko ke dunya faraz kya kejeye Posted By: danish 10:20:00 PM Leave a Reply wo zindagi ko ke dunya faraz kya kejeye ke jis se eshq karo bewafa nikalta hai yahi dil tha tarasta tha Categories: ahmad faraz shayari eshqiya shayari sad poetry two lines poetry Continue reading
urdu gazal by sulaiman khateeb Posted By: danish 10:50:00 PM Leave a Reply gazal poet:sulaiman khateeb tera jo zikr chid gaya aankh se ashk gir pade daman e tar chuppaliya dedae tar ko kya kruN sabr ka hukm khub hai lekin huzoor ye kaheN soz e daruN ka kya bane dard e jigar ko kya karuN tere bagair zindagi kitni udas hai meri aise udas leke mai sham o seher ko kya karuN sulaiman khateeb ke chand sanjeeda sher ye kis ne mujh ko yarab zakhme jigar deye haiN aankhoN ke do katori ashkoN se bhar deye haiN ye khatra khata aansu ye bund bund shabnam ek aag tan badan maiN kuch dhemi dhemi madham ek dard metha metha reh reh ke uth raha hai ek shama jal rahi hai kuch dhiere dhere paiham zulmat kade me apne rue qamar nahe hai furqat naseeb shab ki jaise seher naheeN must read: urdu shayari : what is it?? ahmad faraz ki ghazal sad poetry of zahid azmi sahir ludhyanavi famous urdu poetry khumar barabankavi gazal sulaiman khateeb ghazal sad poetry of parveen shakir Categories: sad poetry Continue reading