GAZAL
GALEB
NAME:MIRZA
ASADULLH KHAN
Takhallus: GALEB
(1869-1797)
Koi ommed bhar nahiN aati
Koi sorat nazar nahiN aati
Mot ka ek manzar moayan he
Age aati thi hal dil pe hansi
Ab kisi bat par nahiN aati
Janta hoN sawab ta’at o zuhd
Par tabiat idhar nahiN aati
He kuch aisi bat jo chop hoN
Warna kya bat kar nahiN aati
Dage dil gar nazar nahiN aati
Bo bhi aye chara gar nahiN aati
Ham wahaN haiN jahaN se ham ko
Kuch hamari khabar nahiN aati
Kabe kis munh se jawo ge galeb
Sharm tum ko magar nahiN aati
0 comments: