GAZAL
TABISH
KANPORI
Teri sorat nigahoN
me phirti rahe ishq tera sataye to main kya karoN
Koi itna aakar
baatade hameN jab teri yad aaye to main kya karoN
Me ne khak e
nasgeman k obo se diye aur keh kar ye dil ko samjha liya
aashiyaN banana
mera kam tha koi bijli giraye to main kya karoN
me ne mangi thi ye masjidoN
main dua main jise chahta hoN wo mujh ko mile
jo mera farz tha
main ne pora kiya ab khuda hi na chahe to main kya karoN
na lage jam pe hath
ye sharth he jaye jo mekade ko wok am zarf he
mujh ko tohmat na
do main sharabi nahiN wo nazar se pilayeN to main kya karoN
ishq iman donoN
main me tafreq he par onhi donoN pe mera iman he
jo khuda roth jaye
to sajde karoN aur sanam roth jaye to main kya karoN