Gazal
ASRAR UL HAQ MAJAZ
name: asrar ul haq
Takhallos: MAJAZ
(1955-1911)
Kuch tujh ko khabar he ham kya
kya aye shorish e doraN bhol gaye
Wo zulf e pareshaN bhol gaye wo
deda e giryaN bhol gaye
Aye shoq e nazzarah kya kahiye
nazroN main koi sorat hi nahiN
Aye zoq e tasawor kya kijiye ham
sorat e janaN bhol gaye
Ab gul se nazar milti hi nahiN ab
dil ki kali khilti hi nahiN
Aye fazal e baharaN rokhsat ho
ham latef e baharaN bhol gaye
Sab ka to madawa kar dala apna hi
madawa kar na sake
Sab ke to
girebaN si dale apna hi girebaN bhol gaye
Ye apni wafa ka aalam he ab unki
jafa ko kya kahiye
Ek nashr e zaher again rakh
nazdek rag e jaN bhol gaye