GAZAL
AMJED ISLAM AMJED
name: amjed islam
Takhallus: amjed
(……1944)
kahaN ake rokne the raste kahaN
mod tha ise bhol ja
wo jo mil gaya ise yad rakh ise
bhol ja
wo tere naseb ki barisheN kisi
aur chat pe baras gaeN
dil be khabar meri bat sun ise
bhol ja ise bhol ja
main to gum that ere hi dhiyan
main teri aas tere guman main
saaba keh gaei mere kan main mere
sath aa ise bhol ja
kisi aankh main nahiN ashk e gam
tere bad kuch bhi nahiN he kam
tujhe zindagi ne bhola diya to
bhi muskura ise bhol ja
kaheN chak e jaN ka rafo nahiN kisi aasteN pe laho nahiN
ke shahed e rah e malal ka nahiN
khuN baha ise bhol ja
kyoN ata hoa he gubar maiN gam e
zindagi ke fishar main
wo jo darj that ere bakht main
sodah hogaya ise bhol ja
na wo aankh hi teri aankh thin a
wo khab hi tera khab tha
dil muntazir to ye kis liye
tera jagna ise bhol ja
tujhe chand ban ke mila tha jot
ere sahiloN pe khola tha jo
wo tha ek darya wisal ka so otar
gaya ise bhol ja
0 comments: