Thursday, February 7, 2013

sahir ludhyanavi aur naseem seher ki behtareen gazleN

sahir ludhyanavi 
(most popular filmi poet)

tujh ko khabar naheen magar ek sada lauh ko
barbad kar diya tere do din ke pyar ne
...................
kabhi khud pe kabi halat pe rana aaya
bat nikli to har ek bat pe rana aaya
kis leye jete haiN kis ke leye jete haiN
barha aise sawalat pe rona aaya
kon rota hai kisi aur ki khatir ey dost
sab ko apni hi kisi bat pe rona aaya


Naseeme seher 

kabhi na aise hawadis se tum do char raho
ke umr bhar ke leye mahve intezar raho
us ek khat ka jo aaya hai aur na aayega
kabhi na uske leye etni beqarar raho
tumhari shiddat e ihsas ki qasam hai mujhe
jo tum pe beet gai us ka sakht gam hai mujhe
yaqeeN karo ke mera is mai koi qusoor nahe

0 comments: