subhas chandar shafaq
abhi tak dil use bhula nahe hai
jise maine kabhi dekha nahee hai
kadi hai dhoop sannaton ki dal mai
kisi aawaz ka saya nahee hai
yaqeenan aap is ko padh chuke haiN
jo khat maine aap ki likha nahee hai
ye mana peed ek pur khar huN mai
magar saya mera chbta nahe hai
charag e zindagi gul horaha hai
jise aana tha vo aya nahe hai
qateel shifai
jis ki jhanka me dil ka aaram tha wo tera naam tha
mere hontoN pe raqsan jo ek naam tha wo tera naam tha
mujh se mansoob theen dastanen kai eek se ek ni
khubsurat magar mujh pe ilzam tah wo tera naam tha
Allama Iqbal
yeh eshq nahe aasaN bas itna samajh lege
ek aag ka arya hai aur doob ke jana hai
sahir
main pal do pal ka shair hun
pal do pal meri kahani hai
pal do pal mari hasti hai
pal do pal meri jawani hai
0 comments: