Gazal:
Ahmad nadem qasmi
name
: ahmad shah
Takhallos
: nadem
(……1916)
Jab tera hokum mila tark e muhabbat kardi
Dil magar is pew o dhadka ke
qiyamat kar di
Tujh se kis tarah main izhar e tamanna karta
Lafz sojha to mani ne bagawat
kar di
main to samjha ke lot aate haiN jane wale
to ne ja kar to judae meri qismat kar di
tujh ko poja he ke asnam parasti ki he
main ne wahdat ke mafahem ki kasrat kar di
mujh ko doshman ke eradoN pe bhi piyar aata he
teri olfat ne muhabbat meri aadat kar di
poch betha hoN main tujh se tere koche ka patah
tere halat ne kaisi teri sorat kar di
kyat era jism tere husn ki hedat main jala
rakh kis ne teri sone ki si rangat kar di