Sunday, March 17, 2013

zaheer kashmiri ki gazal


GAZAL
ZAHER KASHMIRI
NAME:PERZADAH DAASTAGIR ZAHEER
Takhallus; ZAHEER
(1994-1919)
Talab asodagi ki arsaye dunya main rakhte haiN
Ommed fasal gul he aur qadam sahra main rakhte haiN
Hoye haiN is qadar manos ham peman e farad se
Ke ab dil ka safena hijr ke darya main rakhte haiN
Basahar ko dekhiye ba iyN hama sahil pe marta he


Habab apna asasa seel e be parwa main rakhte haiN
hameN har gam par milta raha izaz e mehromi
waqar apna bahut ham deda dunya main rakhte haiN
ommeoN ke khandar mayos oN ke dam bakhod saye
badi hi ronaqeN ham is dil tanha main rakhte haiN
hamare door ke insane khod apni hi zid nikle
talab mazi ki hoti he qadam farad main rakhte haiN
zaheer un dil zadoN ki azmateN dekhoN ye diwane
charag ishq roshan wadi o sahra main rakhte haiN

0 comments: