Sunday, March 17, 2013

qabi ajmeri ki gazal


GAZAL
QABIL AJMERI  
NAME: ABDURRAHEM
Takhallus: QABIL 
(1962-1931)
Naye charag liye shame bekasi aayi
Ke dil bojha to sitaroN main roshni aayi
Jonone shoq ne pahonchadiya diya kahaN mujh ko
Nigahe dost bhi aksar thaki thaki aayi
Hamare pas kahaN aansoN ki sogateN
Kisi ko apna bana ke badi hansi aayi

Jahane dar o rasan ho ke bazme shaye o sharab
Hamare samne apni hi ziadagi aayi
Tumhari yad bhi lekin kabhi kabhi aayi
Hazar rang diye jis ne zindagani ko
Isi nazar se muhabbat main sadagi aayi
Mere kholq ka aalam na pochiye QABIL
Shikiste jam se awaze zindagiaayi

0 comments: