Sunday, March 31, 2013

aap ka intizaar hai baba gazal by manazir aashi haganavi

gazal

aap ka intizaar hai baba
kaon ab gamgusaar hai baba

jhoot itna hai aaj taqatwar 
raasti sharmsaar hai baba

aap kya kya kamal karte haiN
gilsitaN shola zaar hai baba

door garche bohot manazir hai
aap ka janisaar hai baba

0 comments: