gazal
poet:Mirza asadullah galib
(1796-1869)
muddat hoe he yar ko mehmaN kiye hoe
josh e qadah se bazm chargaN kiye hoe
karta hoN jama phir jigar e lakht lakht ko
arsa hoa he dawt e mozga kiye hoe
phir waza e ihtiyat se rukne laga he dam
barso hoe haiN chak girebaN kiye hoe
phir garm e nalah hae sharer bar he nafs
muddat hoi he sere charagaN kiye hoe
phir pur sishe jarahat e dil ko chala he ishq
saman e sad hazar namakdaN kiye hoe
phir bhar raha hoN khama e mushga bakhon e dil
saz e chaman tarazi e damaN kiye hoe
baham digar hoe haiN dil o didah phir raqeeb
nazzarah o khayal ka samaN kiye hoe
dil phir tawaf e koe malamat ko jae he
0 comments: